Aaj Ke Is Post Me Mai Aapko CMD Computer Tricks In Hindi Ke Bare Me Btane Wala Hu, Agar Aap Pc Laptop User Hai To Yakinan Ye Tricks Aapke Boht Kaam Aane Wali Hai, Jaise Ki Mai Aapko Is Post Me Btaunga Ki CMD ( Command Prompt ) Se Pc Laptop Shut Down & Restart Kaise Kare, Connected Wifi Ka Password Kaise Pta Kare, Aise Hi Boht Se Cmd ( Command Prompt ) Tricks In Hindi Ke Bare Me Btaunga.
Cmd Ka Full Form Command Prompt Hota Hai, Cmd Ka Use Jyada Tr Hacker Use Karte Hai, Q Ki Ye Easy Hai Hacker Ke Liye Aur Ham Har Wo Chizz Cmd Se Kar Sakte Hai, Jo Ki Computer Pc Me Possible Hai, Ham Iske Bare Me Detail Me Baat Karenge Ki Cmd ( Command Prompt ) Kya Hai, Kaise Kaam Karta Hai, Aur Kaise Use Kare.
Hm Cmd Se Wo Bhi File Open Kar Sakate Hai Jo Ki Hm Normal Pc Se Nhi Kar Sakte, Cmd Command Type Karne Ke Liye Aap Apne Keyboard Ka Use Kar Sakte Hai, Command Dalne Ke Baad Hme Bs Enter Karna Hota Hai.
Cmd Ka Long Form Kya Hai, Iska Simple Ans Ye Hai Cmd Ko Command Prompt Kaha Jata Hai.
So Friends Yha Par Mai Aapko Boht Se Cmd Command Prompt Tricks Aur Cmd Commands Ki List Btaunga Jisska Use Aap Aapke Pc Me Kar Sakte Hai. Best Cmd Command Prompt In Hindi.
Ping Ek Boht Hi Badhiya Command Hai, Iska Use Ham Kisi Bhi Website Ki Ip Dekhne Ke Liye Kar Sakte Hai.
Command Prompt Open Kare
Yha Par Type Kare Ping Www.example.com Aur Enter Karde.
Ab Aapko Us Website Ki Ip Shoe Hogi Jo Website Aapne Ping Ki Thi.
Kya Aao Abhi Tk Search Kar Rhe The Ki Computer Me Connected Wifi Ka Password Kaise Pta Kare, To Ye Command Aapke Liye Hi Hai Aur Aapke Boht Kaam Aane Wali Hai. Ye Trick Use Karne Ke Liye Aapke Pass Window 8 Ya Fir 10 Hona Jaruri Hai.
1. Apne Computer Me Command Prompt Open Kare.
Netsh Wlan Show Profiles
Type Kare Kare Aur Enter Button Dabaye.
2. Ab Yha Aapke Samne Un Sabhi Wifi Ke Naam Aajayenge Jo Ki Aapke Computer Se Connected Hai, Ab Niche Diye Huye Line Me Jo Maine Command Di Hai Usme Se Profile Name Remove Karke Usme Wifi Ka Naam Dalna Hai, Jisska Password Aap Find Karna Chahte Hai. Maan Lijiye Mere Wifi Ka Naam Shyamitguru Hai To Mai Example :- Netsh Wlan Show Profile Name=shyamitguru Key=Clear Aise Aapke Prompt Me Dalkar Enter Karna Hai.
Netsh Wlan Show Profile Name=Profilename Key=Clear
Line Wala Code Copy Karke Aapko Cmd Me Paste Karke Enter Button Dabana Hai,
3. Done Ab Aapke Samne Wifi Ki Puri Detail Aajayegi, aap yah content shyamitguru.blogspot.com par padh rahe hain Aur Aapko Password Show Hone Lagega, Wi-Fi Ka Password Key Content Ke Samne Show Hoga.
Kya Aapne Kabhi Socha Hai Friends Ki Aap Pc Ko Cmd Command Se Bhi Shut Down Aur Restart Kar Sakte Hai, Nhi Socha To Ab Soch Lijiye, Mai Aapko Commands Bta Rha Hu Jinka Use Karke Aap Pc Cmd Se Shut Down Aur Restart Kar Sakte Hai.
Cmd Me Shutdown -S Type Kare, Enter Dabaye.
Ab Aapko Ek Msg Show Hoga Use Close Karde, Ab Aapka Pc Shutdown Ho Jayega.
Cmd Me Shutdown -R Type Karke Enter Press Kare.
Ab Aapka Pc Normally Restart Ho Jayega.
Cmd Me Shutdown -L Type Karke Enter Dabaye.
Agar Aapne Password Lagaya Hai Pc Me To Login Par Chala Jayega Pc Aur Lock Ho Jayega.
So Friends Aaj Ke Hamare Is Post Me Hamne Jana Ki Connected Wifi Ka Password Kaise Pta Kare, Cmd ( Command Prompt ) Kya Hai, Cmd Commands Se Pc Shutdown Restart Aur Lock Kaise Kaare.
Umeed Karta Hu Ki Aapko Meri Ye Cmd Kya Hai, Aur Cmd Computer Tricks In Hindi Ye Post Pasand Aayi Hogi Agar Aap Aise New Internet Aur Tricks Se Related Article Trick Sikhsa Chahte Hai To Aap shyamitguru.blogspot.com Ko Email Se Subscribe Kare Aur Post Share Kare..
Tag :- computer me command kya hai, command se kya hota hai , command tips and tricks , command short keys, what is command in computer , what can one do with command in Windows, windows command kya hai ,
Command क्या है (What is command in hindi)
Cmd Ka Full Form Command Prompt Hota Hai, Cmd Ka Use Jyada Tr Hacker Use Karte Hai, Q Ki Ye Easy Hai Hacker Ke Liye Aur Ham Har Wo Chizz Cmd Se Kar Sakte Hai, Jo Ki Computer Pc Me Possible Hai, Ham Iske Bare Me Detail Me Baat Karenge Ki Cmd ( Command Prompt ) Kya Hai, Kaise Kaam Karta Hai, Aur Kaise Use Kare.
CMD Command Prompt Kya Hai?
Friends Cmd Ek Command Line Interface Hai, Ye Ek Software Hota Haiisse Open Karte Hi Hame Ek Black Screen Dikhne Lagti Hai, Vha Par Hme Command Type Karne Hote Hai, Jo Hm Command Denge Uska Return Ans Hme Show Hota Hai, Bs Command Valid Honi Chahiye,Hm Cmd Se Wo Bhi File Open Kar Sakate Hai Jo Ki Hm Normal Pc Se Nhi Kar Sakte, Cmd Command Type Karne Ke Liye Aap Apne Keyboard Ka Use Kar Sakte Hai, Command Dalne Ke Baad Hme Bs Enter Karna Hota Hai.
Cmd Ka Long Form Kya Hai, Iska Simple Ans Ye Hai Cmd Ko Command Prompt Kaha Jata Hai.
CMD Command Prompt Computer Tricks In Hindi
So Friends Yha Par Mai Aapko Boht Se Cmd Command Prompt Tricks Aur Cmd Commands Ki List Btaunga Jisska Use Aap Aapke Pc Me Kar Sakte Hai. Best Cmd Command Prompt In Hindi.
#1. Ping
Ping Ek Boht Hi Badhiya Command Hai, Iska Use Ham Kisi Bhi Website Ki Ip Dekhne Ke Liye Kar Sakte Hai.
Command Prompt Open Kare
Yha Par Type Kare Ping Www.example.com Aur Enter Karde.
Ab Aapko Us Website Ki Ip Shoe Hogi Jo Website Aapne Ping Ki Thi.
#2 Find Connected Wifi Password
Kya Aao Abhi Tk Search Kar Rhe The Ki Computer Me Connected Wifi Ka Password Kaise Pta Kare, To Ye Command Aapke Liye Hi Hai Aur Aapke Boht Kaam Aane Wali Hai. Ye Trick Use Karne Ke Liye Aapke Pass Window 8 Ya Fir 10 Hona Jaruri Hai.
1. Apne Computer Me Command Prompt Open Kare.
Netsh Wlan Show Profiles
Type Kare Kare Aur Enter Button Dabaye.
2. Ab Yha Aapke Samne Un Sabhi Wifi Ke Naam Aajayenge Jo Ki Aapke Computer Se Connected Hai, Ab Niche Diye Huye Line Me Jo Maine Command Di Hai Usme Se Profile Name Remove Karke Usme Wifi Ka Naam Dalna Hai, Jisska Password Aap Find Karna Chahte Hai. Maan Lijiye Mere Wifi Ka Naam Shyamitguru Hai To Mai Example :- Netsh Wlan Show Profile Name=shyamitguru Key=Clear Aise Aapke Prompt Me Dalkar Enter Karna Hai.
Netsh Wlan Show Profile Name=Profilename Key=Clear
Line Wala Code Copy Karke Aapko Cmd Me Paste Karke Enter Button Dabana Hai,
3. Done Ab Aapke Samne Wifi Ki Puri Detail Aajayegi, aap yah content shyamitguru.blogspot.com par padh rahe hain Aur Aapko Password Show Hone Lagega, Wi-Fi Ka Password Key Content Ke Samne Show Hoga.
#3 Shut Down Pc Using Cmd Commands
Kya Aapne Kabhi Socha Hai Friends Ki Aap Pc Ko Cmd Command Se Bhi Shut Down Aur Restart Kar Sakte Hai, Nhi Socha To Ab Soch Lijiye, Mai Aapko Commands Bta Rha Hu Jinka Use Karke Aap Pc Cmd Se Shut Down Aur Restart Kar Sakte Hai.
Cmd Me Shutdown -S Type Kare, Enter Dabaye.
Ab Aapko Ek Msg Show Hoga Use Close Karde, Ab Aapka Pc Shutdown Ho Jayega.
#4 Restart Pc Using Cmd
Cmd Me Shutdown -R Type Karke Enter Press Kare.
Ab Aapka Pc Normally Restart Ho Jayega.
#5 Lock Pc Using Cmd
Cmd Me Shutdown -L Type Karke Enter Dabaye.
Agar Aapne Password Lagaya Hai Pc Me To Login Par Chala Jayega Pc Aur Lock Ho Jayega.
So Friends Aaj Ke Hamare Is Post Me Hamne Jana Ki Connected Wifi Ka Password Kaise Pta Kare, Cmd ( Command Prompt ) Kya Hai, Cmd Commands Se Pc Shutdown Restart Aur Lock Kaise Kaare.
Umeed Karta Hu Ki Aapko Meri Ye Cmd Kya Hai, Aur Cmd Computer Tricks In Hindi Ye Post Pasand Aayi Hogi Agar Aap Aise New Internet Aur Tricks Se Related Article Trick Sikhsa Chahte Hai To Aap shyamitguru.blogspot.com Ko Email Se Subscribe Kare Aur Post Share Kare..
Tag :- computer me command kya hai, command se kya hota hai , command tips and tricks , command short keys, what is command in computer , what can one do with command in Windows, windows command kya hai ,
Command ka use karke kya kare site hai computer me
जवाब देंहटाएं